RajniGANDHA
RajniGANDHA
|
- Currently 0.00/5
- 1
- 2
- 3
- 4
- 5
Rating: 0.0 out of 0 votes
Comments ()
|
You need to have the
Flash Player installed and
a browser with JavaScript support.
Description
rajanIgandha fool tumhare, mahke yun hi jivan mein,haan...
yun hi mahake preet piya ki mere anuragi man mein,
adhikaar ye jab se saajan ka har dhadakan par manaa maine,
main jab se un ke saath bandhi, ye bhed tabhi jaana maine,
kitana sukh hain bandhan mein.......,
rajanIgandha fool tumhare, mahke yun hi jivan mein,haan...
yun hi mahake preet piya ki mere anuragi man mein,
har pal meri in aakhon mein bas rahte hain sapane un ke,
man kahtaa hain main rangon ki, ye pyaar bharee badali ban ke,
baraso un ke angan mein,
rajanIgandha fool tumhare, mahke yun hi jivan mein,haan...
yun hi mahake preet piya ki mere anuragi man mein.....
|
Sign in or sign up to post comments.