Koi Ye Kaise Bataye
Jagjit Singh
|
- Currently 0.00/5
- 1
- 2
- 3
- 4
- 5
Rating: 0.0 out of 0 votes
Comments ()
|
You need to have the
Flash Player installed and
a browser with JavaScript support.
Description
koi ye kaise bataye ke wo tanaha kyon hai,
wo jo apana tha, wahi aur kisi ka kyon hai,
yahi duniya hai to fir, aysi ye duniya kyon hai,
yahee hota hai to, aakhir yahe hota kyon hai..
ik jaraa haath badhaa de to, pakad le daaman,
us ke seene mein samaa jaaye humari dhadakan,
itani kurbat hain to fir fasla itna kyon hai?
dila e barabad se nikla nahi abtak koi,
ik lute ghar pe diya karta hai dastak koi,
aas jo toot gaye hai fir se bandhata kyon hai?
tum masara kaa kaho ya ise gam ka rishta,
kahate hain pyaar kaa rishtaa hain janam kaa rishta,
hai janam kaa jo ye rishtaa to badalataa kyon hai......?
|
Sign in or sign up to post comments.